(pindi news)rawandpindi mai karfiuo..tasadam say 10 ifrat jahbahaq or 35 ifrat zakhmi 10:pm past >/(karachi news)orangi matro sanima kay pass fairing say ek ifrat jahbahaq(5:00 pm)

Monday, 11 November 2013

                         SHADI PER BE Jaa ISRAAF                    


Shadi dunya ke har mazhab mein hony wali aysi taqreeb hai,jis mein do khandano ka milaap hota hay.Ye taqreeb mukhtalif mazahib mein alag alag taha se manyi jati hai,or is ka tariqa-e-kaar dusry  mazhab se mukhtalif hota hai.

Youn to mazhab-e-islam mein shadi ki sirf do taqreeb hoti hyn ek nikah or dusra walima.lekin jaise jaise islam dusray mumalik mein pheltaa giya to waha k bassion ne apni shadi ki in do taqreeb mein apni saqafat k mutabiq izafa kar liya..Alam-e-islam mein shadi ki mukhtalif taqreebo mein alag alag tarha k rasoom-o-riwaj apnaye gaye,jesa k bar-e-sager mein musalman shadi se pahly maayou or mehndi is k ilawa dholki jesi taqreeb ka ineqaad karty hain,hala k in taqreeb k baghair nikah or walima se b shadi ho sakti hai,lekin ye rasm-o-riwaaj ab bar-e-sager k musalmano mein zaruri taqreeb k tor per apnaye jaty hain.waqt jese jese guzar raha hai is mein mangni ki rasam k b izafa hua hai.

Ye taqreeb jaha entertainment ka bais banti hain waha bejaa asraaf or khrachy ka mojab b hain.in se ijtinaab kar k saadgi ko apnaaty huye hum society mein shadi k marhaly ko ghareeb logo k liye asan bana sakty

No comments:

Post a Comment